Sbi fixed deposit
rates
Sbi |
Fix deposit ek prakar ki jama bachat scheme hai .jaisa ki iske naam se hi pata chal raha hai ki dhan ko ek nishchit samay ke liye jama kiya jata hai . ise aam taur par FD bhi kaha hata hai .mein apko yahan state bank of india ki fix deposit scheme ke bare me jankari dunga .
Fix deposit kon karwa sakte hai
Koi bhi vyakti FD karwa karwa sakta hai .jis bank me aap FD karana chahte hai us bank me apka account hona jaruri nhi hai .
Fixed deposit interest rate
Maine yaha ye pura chart dia hai . aap apni suvidha anusar is chart ko dekh sakte hai
Pahli line ke rate 60 saal ki age se kam wale logo ke liye hai or dusri line ke 60 varsh se adhik age ke logo ke liye hai
Tenor |
Rates on 08.01.2021 for Below 60 years age |
Rates on 08.01.2021 for senior citizens |
7 days to 45 days |
2.90 |
3.40 |
46 days to 179 days |
3.90 |
4.40 |
180 days to 210 days |
4.40 |
4.90 |
211 days to less than 1 year |
4.40 |
4.90 |
1 year to less than 2 year |
5.00 |
5.50 |
2 years to less than 3 years |
5.10 |
5.60 |
3 years to less than 5 years |
5.30 |
5.80 |
5 years and up to 10 years |
5.40 |
6.20 |
Types of fixed deposit
Fixed deposit 2 type ki hoti hai
1.TDR (Term deposit receipt) – TDR me grahak ke paas option hota hai ki wo apna apna dhan maturity se pahle bhi le sakta hai .
2.STDR (special term deposit receipt) – STDR me dhan jama karne par muldhan or interest dono ek sath maturity par hi milta hai
Fd time period
Fd minimum 5 saal or maximum 7 saal ke liye kara sakte hai
fixed deposit Minimum amount - Rs .5000 ek financial year me
fixed deposit maximum amount – Rs.50000 ek financial year me
Loan against FD
Fd se loan bhi lia jaa sakta hai jo fd ke amount ka maximum
90% ho skta hai aur is paise par apko fd par mil rahe interest se 1% adhik
interest dena hota hai
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें